Tuesday, December 10, 2013

Kaise bataye (APKGK)

Kaise Bataye Kyun Tujhko Chahe
Yaara Bata Na Paaye
Baatein Dilon Ki Dekho Zuban Ki Aankhe Tujhe Samjhayen
Tu Jaane Na

Mil Ke Bhi 
Hum Na Mile 
Tumse Na Jane Kyun
Milon Ki Hai Fasle
Tumse Hai Jaane Kyun
Anjane Hain Silsile
Tum Se Na Jaane Kyun
Sapne Hai Palkon Tale
Tum Se Na Jaane Kyun

Kaise Bataye Kyun Tujhko Chahe
Yaara Bata Na Paaye
Baatein Dilon Ki Dekho Zuban Ki Aankhe Tujhe Samjhayen
Tu Jaane Na


Nigahon Mein Dekho Meri Jo Har Bas Gaya
Woh Hai Milta Tumse Hoo Bahu
Ooo Jane Teri Aankhen Thi Ua
Ya Baatein Thi Wajah
Huye Tum Jo Dil Ki Arzooo

Tum Paas Ho Ke Bhi 
Tum Aas Ho Ke Bhi 
Ehsaaas Ho Ke Bhi 
Apne Nahi 

Aise Hai Apne Gile
Tum Se Na Jane Kyun
Lyrics Masti
Milon Ki Hai Fasle
Tumse Hai Jaane Kyun
Tu Jaane Na

Khayalon Mein Lakhon Batein 
Yun Keh Gaya
Bol Kuch Na Tere Samne
OO O 
Huye Na Begane Bhi Tum 

Ho Ke Aur Ke
Dekho Tum Mere Hi Bane
Afsoos Hota 
Dil Bhi Yeh Rota Hai
Sapne Sanjota Hai 
Pagla Hua Soche Yeh 
Hum The Mil 
Tum Se Na Jane Kyun

Milon Ki Hai Fasle
Tumse Hai Jaane Kyun
Anjane Hain Silsile
Tum Se Na Jaane Kyun
Sapne Hai Palkon Tale
Tum Se Na Jaane Kyun


Kaise Bataye Kyun Tujhko Chahe
Yaara Bata Na Paaye
Baatein Dilon Ki Dekho Zuban Ki Aankhe Tujhe Samjhayen
Tu Jaane Na

No comments: